Our social:

Thursday, April 22, 2010

""Wo mil jate hai kahani ..

""Usko Chaha Bhi To Izhaar Na Karna Aaya
Lut Gaye Hum Magar Pyar Na Karna Aaya
Usne Maangi Bhi To Judaai Maangi
Aur Hum They Humay Inkaar Bhi Na Karna Aaya..""

""Wo mil jate hai kahani bankar...
Dil mein bas jate hai nishani bankar...
Jinhe hum rakhte hai apni aakho mein..
Kyo nikal jate hai wo pani bankar..""

""hum tumhara intezaar karte hi reh gaye,
tumhare judaai ko sehte hi reh gaye,
lakh thamne ki koshish ki magar ,
ye kambakht aansu behte hi reh gaye ..""

0 comments:

Post a Comment